
Akasr jab hum unko yaad karte hai….
Apne rab se yahi faryaad karte hai…
Umar hamari bhi lag jaye unko..
Kyoki hum unko khud se zyada pyar kaarte hai…
Aaj rone ko dil karta hai,
sab bhool jane ko dil karta hai.
Ye duniya satati hai uske naam se,
tabhi to namonisha mitane ko dil karta hai.
Na jane...